Wednesday, February 27, 2008

Ujala Ban Jana Chahti hon...!!!~



Ujalay se pehle....
Main andhaire ko..aur tareek rahon ko..
Bhool Jana Chahati hon...
ke
Ujala...
jo Alamat zindigi ki...
Khusbooo ki...
aur Main...
zindigi ban kar..
Ujala Ban Jana Chahti hon...!!!~

No comments: